HOME

FIRON HISTORY      VIDEOS      GALLERY       FAQS      THIS IS TRUE       HARAM      SURE TAUBAH      AZAN

Sunday 9 October 2011

photos


Well, neche di gai hoi picz k baray mein kaha jata hai k kamzoor dil walay na dekhien .... per mein kahongi k yeh sab ko dekhna or perhna chaiye ... coz Allah na kare ek din hamara bhi yahi hall ho sad.gif so plz pics dekhne k sath parhe ga bhi ye safar humara bhi hai aap ka bhi ye ghar humara bhi hai aap ka bhi



YA Allah
Ya Allah hamare tamam gunnaho ko maaf farma ... har wo gunnah jo janay anjanay mein howa hai us ko apnay rehmo karam say maaf farma ... or hum ko har terhan k azab say mehfooz rakh ... Ameeeen



Allah jee muaf karna hum boht gunahrag hain par teri rehmat k talbgar hain Allah hume bakhsh day hume duniya o aakhirat main apni amaan main rakhna ay Allah tu to 70 maaon se bhar k pyar karny wala haina hume ruswah na karna

qabar ka azab boht taqleef deh hai mola to apni rehmat main sabko rakhna

Allah agly pichly gunahon ko bakhsh dy mola tujhe tere pyaron ka wasta hum sabko bakhsh day r naikion ki tofeeq marhamat farma Ammeeeeeennnnnnnnnnn Allah huma ameen

jazak Allah ap nay achi post ki dill main khoof e khuda bharta hai aisa kuch daikh kar Allah muaf kary Amen



























No comments:

Post a Comment